Kaisi khala yeh
Dil mein basi hai
Ab toh khatayein
Fitrat hi si hai
Main hi woh
Jo rehmat se gira
Aye khuda..
Gir gaya
Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Loot gaya
Loot gaya..
Aye khuda..
Gir gaya
Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Loot gaya
Loot gaya..
Kaisi khala yeh
Dil mein basi hai
Ab toh khatayein
Fitrat hi si hai
Main hi woh
Jo rehmat se gira
Aye khuda..
Gir gaya
Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Loot gaya
Loot gaya..
Aye khuda………a…..
Aye khuda………a…..
Itni khatayein
Tu lekar chala hai
Daulat hi jaise
Tera ab khuda
Har pal bitaaye
Tu jaise hawa hai
Gunaah ke saaye
Mein chalta raha
Samandar sa behkar
Tu chalta hi gaya
Ter marzi puri ki
Tune han har dafaa
Tu hi tera
Mujrim bandayaa
Aye khuda…
Gir gaya
Gir gaya..
Main jo tujhse door hua
Loot gaya
Loot gaya..
Kyun judtaa
Is jahan se tu
Ik din yeh
Guzar hi jayega
Kitna bhi samet le yahan
Muthi se phisal hi jayega (Aa..aa..)
Har shaksh hai dhool se bhara
Aur phir usme hi jaa mila
Yeh haqiqat hai tu jaan le
Kyun sach se mooh hai pherta (Aaa………..)
Chahe jo bhi
Hasrat poori kar le
Rukegi na fitrat
Yeh samajh le
Mit jayegi teri hasti
Bar na payega
Yeh dil bandayaa
Aye khuda..
Gir gaya
Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Loot gaya
Loot gaya..
Gar tu soche tu hai gira
Mere haath ko thaam
Uth zara
Tere dil ke dar pe hoon khada
Mujhko apna le tu zara (Aa..aa..)
Tu kahe tu hai saaye se girha
Teri rahon ka main noor hoon
Tere gunaah ko khud pe le liya
Meri nazaron mein bekasoor tu (Aaa………)
Aisa koi manzar
Tu dikh la de
Mujhe koi
Shaksh se mila de
Aisa koi dile se
Tu sunwa de
Ke zakham koi (Ke zakham koi)
Use na mila (Use na mila)
Aye khuda..
Gir gaya
Gir gaya…
Main jo tujhse door hua
Loot gaya
Loot gaya..
Aaa……..a…..a…..