Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon
'Tis is longtime desire - to sight the beauty of Mustafa
Imam-ul-Anbiya dekhoon, Habeeb-e-Kibriya dekhoon
Want to see the leader of messengers, beloved of God
Woh jinke dam qadam se subah ne bhi raushni payee
He because of whom even the morning got its luster
Munawwar kar diya jisne faza woh rahnuma dekhoon
Want to see that leader who enlightened the environment
Woh jinki barkato abr-o-bala baste 'aalam mein
He whose blessings and abundance fills this world
Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-bebaha dekhoon
My troubled heart wants to view that precious pearl
Qadam bahir Madine se tasawwur mein Madina hai
Steps are outside Madinah but the heart firmly there
Ilahi, ya Ilahi azmaton ki intiha dekhoon
Lord, O my Lord, I want to see the limits of gandeur
Ye duniya besubaat-o-bewafa-o-gham ka gehwara
This world is baseless, treacherous and an abode of sorrow
Ye hai matloob dar-e-be-wafayee mein wafa dekhoon
The intention is to get a sight of loyalty at the door of betrayal
Woh mabda khalq-e-'alam ka darood unpar salaam unpar
He the first of creations, peace and blessings upon him
Mere maula ye mauqa de ke khatm-ul-Anbiya dekhoon
O Lord give me an opportunity, I want to see the last Prophet
Kabhi ho husn ke mehfil kabhi ho shauq ka manzar
Some times the meeting of beauty, some times indulgent views
Kabhi aansoo ki zanjeeron mein aashiq ki sada dekhoon
Sometimes in the chains of tears, I want to sight lover's call
Rasoolun Qasimul khairaati fid dunya wa fil uqaba
The messenger, distributor of bounties in this world and the hereafter
Shafi'a qaz nafs-e-ma dar ma Nabi-e-Mujtaba dekhoon
I do want to see Prophet Mujtaba, the intercessor of my wretched self
Dar-e-jannat pe haazir hoon Rasool-e-Pak ke hamrah
Want to reach the gate of Jannah together with the holy Prophet
Shafa'at ka ye manzar ya khudaya mein Raza dekhoon
O Lord of mine, I do want to witness this scene of intercession
Тамана Муддатон С.Е. Хай Ямааль-Эй-Мустафа Дехун
«Это давно желание - смотреть красоту Мустафа
Имам-ул-Анбия Дехун, habeeb-e-kibriya dekhoon
Хочу увидеть лидера посланников, любимого Бога
Woh Jinke Dam Qadam Se Subah Ne Bhi Raushni Payee
Он из-за прихоти даже утра получил блеск
Munawwar Kar Diya Jisne Faza Woh Rahnuma Dekhoon
Хочу увидеть этого лидера, который просветил окружающую среду
Woh Jinki Barkato ABR-O-Bala Baste 'Aalam Mein
Он чей благословения и изобилие заполняют этот мир
Таманна Кальб-Э-Музтар К.И. Урр-Э-Бебаха Дехун
Мое беспокойное сердце хочет просмотреть эту драгоценную жемчужину
Кадам Бахир Мэдин С.Е. Тасаввур Мейн Мадина Хай
Шаги за пределами Мадины, но сердце крепко там
Илахи, Я Илахи Азматон К.И. Интиха Дехун
Господь, о мой Господь, я хочу увидеть пределы Гандера
YE DUNIYA BESUBAAT-O-BEWAFA-O-GHAM KA GEHWARA
Этот мир бесполезный, предательский и обитель печаль
Ye Hai Matloob Dar-E-Be-Wafayee Mein Wafa Dekhoon
Намерение - вид преданности у двери предательства
WOH MABDA KHALQ-E-A-AALAM KA RAUROOD UNPAR SALAAM UNPAR
Он первый из творений, мира и благословений на него
Маула Е. Маука де Кез Хатм-Ул-Анбия Дехун
Господи, дай мне возможность, я хочу увидеть последний пророк
Kabhi Ho Husn Ke Mehfil Kabhi Ho Shauq Ka Manzar
Некоторые времена встреча красоты, некоторые времена снисходительных взглядов
Kabhi Aansoo Ki Zanjereon Mein Aashiq Ki Sada Dekhoon
Иногда в цепях слез я хочу взглянуть на голова любовника
Rasoolun Qasimul Khairaati Fid Dunya Wa Fil Uqaba
Посланник, дистрибьютор щедростей в этом мире и в дальнейшем
Shafi'a qaz nafs-e-ma dar ma nabi-e-mujtaba dekhoon
Я хочу увидеть Пророку Муджтаба, межсессора моего несчастного себя
SAR-E-Jannat PE Hazir Hoon Rasool-E-Pak Ke Hamrah
Хочу добраться до ворот Джанны вместе с Святым Пророком
Shafa'at ka ye manzar ya khudaya mein raza dekhoon
Господил моего, я хочу победить эту сцену заступника