Sahebaan, kadardaan, meharbaan
Dil thaam ke baithiye kyun ki
Ab aapke saamne tashreef la rahi hain
Agra ki azeem fankaara
Mallika-e-Husn, noor-e-nazar
Mohatarma Mohini
Ladke o re ladke kahaan se aaya hai re tu
Pyara hai re shaqal se
Akal ka mara hai re tu (x2)
Haan jal gayi, haan jal gayi
Meri baaton se tu jal gayi
Haan khal gayi, tujhe khal gayi
Meri beparwahi khal gayi
Mohatarma tu kis khet ki mooli
Hai zara bata
TV pe breaking news haaye re mera ghagra haaye
Baghdad se leke Delhi via Agra (x2)
Ghagra ghagra tera ghagra ghagra
Tera ghagra ghagra via agra (x2)
Ghagra Ghagra…
Ghagra Ghagra…
Main hawa – Toh ud ja
Ghata – To mud ja
Kali – Kahaan ki
Adaa – Hat abhi
Bada besharam hai tu to lukkha hai bada
Yeh kamar – chhupa le
Nazar – Ghuma le
Pata – Main poochun
Umar – Tu jaane
Dekho berukhi pe kaise atka hai pada
Haan dhal gayi re dhal gayi
Tu shaam ki tarah dhal gayi
Haan khal gayi tujhe khal gayi
Meri bheparwahi khal gayi
Mohatarma tu kis khet ki mooli
Hai zara bata
Bematlab ki…
Bematlab ki bakwaas tera ghagra
Baghdad ho ya ho Delhi via Agra
TV pe breaking news haaye re mera ghagra
Baghdad se leke Delhi via Agra
Haaye re mera ghagra
Mera ghagra… ghagra aa aa…
Haaye re mera ghagra aa..
Ghagra mera.. mera mera…
(Kya baat hai bhai…)
Main nasha – utar ja
Khata – sudhar ja
Itar – main soonghu
Ghazal – main gaaun
Aise ban raha hai jaise koi tope hai
Main maza – main chahoon
Saza – main kaatoon
Raza – main poochhoon
Juaa – kyu kheloon
Hopeless hai tu phir bhi thodi hope hai
Haan tal gayi, haan tal gayi
Aafat ki tarah tal gayi
Haan khal gayi, tujhe khal gayi
Meri beparwahi khal gayi
Mohatarma tu kis khet ki mooli
Hai zara bata
Udhti firti afwaah tera ghagra
Baghdad ho ya Delhi via Agra
TV pe breaking news
Haaye re mera ghagra haan
Baghdad se leke Delhi via Agra
Ghagra ghagra tera ghagra ghagra
Tera ghaghra ghaghra via agra