(hum tum mile koi mushkil thi par iss safar ki manjil na thi
(ye soch ke dur tum se huye)-2 (hum bewafa hargiz na the - 4)- 2
hum tum mile koi mushkil thi
kuch waqt mushkil tha thayejan me yeh dil tha iss dard se lute kadam
per aab bhi yaadon mein khabyoon khayalon mein rehthe he tum hi sanam
rote hai raanto mein kho the hai khabo mein tute hai be bus hai hum
tum se hase koi mehfil na thi per iss safar ki manjil na thi
(ye soch ke dur tum se huye)-2 (hum bewafa hargiz na the - 2)
hum tum mile koi mushkil thi
sou dard rahe rahe kar sine me utt the hai jab se hue tum kafa
dil roj kehtha hai tum ko bata denge ke kyun huye hum bewafa
tum maaf kar do ye jab tum sunoge ye hum se hui kyun khata
koi kuhsi gum ko hashil na thi per iss safar ki manjil na thi
(ye soch ke dur tum se huye)-2 (hum bewafa hargiz na the - 2)
hum tum mile koi mushkil thi par iss safar ki manjil na thi
(ye soch ke dur tum se huye)-2 (hum bewafa hargiz na the - 5)- 2