O jaan-e-jaan yeh sach hain ki
Mein apni mohabbat ka izhaar
Kabhi khul ke na kar saka
Magar meri aankhen
Hamesha meri dil ki haalat batati rahi hain
Aur tu hain ke mujhse bekhabar aaj bhi hain
Mere dil ki har dhadkan sirf tera naam leti hain
Sirf tera naam
(Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisiki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho) 2
(Tu saanson mein samaye
Tu dhadkan ko churaye
Kahi deewana ho jaoo na tera) 2
Pehli nazar ka pehla nasha
Dil mein utarta jaaye sanam
Sharmake mujhse milna tera
Jaadoo sa karta jaaye sanam
Yeh beqarari aisi khumari
Pehle kabhi to mujhpe na hui
Kabhi dil pe yoon bekhudi to nahin thi
Kisise mujhe aashiqui to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho
Kitne hi chehre dekhe magar
Maine chuna hain bas ek tujhe
Har pal ho meri baahon mein tu
Mil jaaye aisi kismat mujhe
Dil yeh pukara tera nazara
Karta hi jaoon o jaan-e-jaan
Mujhe pehle itni khushi to nahin thi
Yoon mehki hui zindagi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho
Tu saanson mein samaye
Tu dhadkan ko churaye
Kahi deewana ho jaoo na tera) 2
Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisiki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho