Aise the, ghum saare
Apne dilon ko haare
Raaho pe, hum saare
Apne dilon ko haare
Kaise kahun, kaise jiyun
Ghum ye saare hain
Aise mere aasun bahe
Baaghi hain parvaaz
Armaan fir kyun yahin
Aise jaan deke bhi
Mere dil mein hai tu hi
Aur kuchh bhi nahi jaanam
Fir bhi baaki hain aawaz
Aur baaki hain sawaal
Arman fir kyun yahin
Zindagi begani, adhuri si kahani
Raaho pe uljhi hai, aduri si kahani
Kaise kahun, kaise jiyun
Ghum ye saare hain
Aise mere aasun bahe
Baaghi hain parvaaz
Armaan fir kyun yahin
Aise jaan deke bhi
Mere dil mein hai tu hi
Aur kuchh bhi nahi jaanam
Fir bhi baaki hain aawaz
Aur baaki hain sawaal
Arman fir kyun yahin
Khoye sabhi hain
Bhatki zindagi hai
Peele aasun hai to kya
Aage chalkar hi
Girke uthkar hi
Sunle apni tu aawaz
Armaan fir kyun yahin
Aise jaan deke bhi
Mere dil mein hai tu hi
Aur kuchh bhi nahi jaanam
Fir bhi baaki hain aawaz
Aur baaki hain sawaal
Arman fir kyun yahin