Chori!!!
Na Re Nanna Re
Chori Bazari Do Naino Ki
Phele Thi Aadat Jo Hat Gai
Pyaar Ki Jo Teri Meri
Umar Aai Thi Woh Ghat Gai
Duniya Ki To Pikkar Kahan Thi
Teri Bhi Abb Chinta Ghat Gai
Chanda Rre
Tu Bhi Tu Hai
Mein Bhi Mein Hoon
Duniya Saari Dekh Ulat Gayi
Tu Na Jaane Mein Na Jaanu
Kaise Saaari Baat Palat Gai
Ghatni Hi Thi Yeh Bhi Ghatna
Ghatte Ghatte Lo Yeh Ghat Gayi
Aahan Chori Bazari Do Naino Ki
Phele Thi Aadat Jo Hat Gai
Tarif Teri Karna
Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhul Gaya Abb Tujhpe Din Mein Char Dafa Marna
Tarif Teri Karna
Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhul Gaya Abb Tujhpe Din Mein Char Dafa Marna
Pyaar Khumari Utari Saari
Baaton Ki Badli Bhi Chhat Gayi
Hum Se Main Pe Aaye Aise
Mujhko To Mein Hi Mein Kat Gayi
EK Hue The Do Se Dono
Dono Ki Abb Raahein Kat Gayi
Na Re Nanna Re
Na Re Nanna Re
Na Re Nanna Re
Na Re Nanna Re
Abb Koi Fikar Nahi
Gum Ka Bhi Zikar Nahi
Haaan Hota Hoon Mein Jis Raste Pe
Aaye Khushi Wohin
Aajad Hoon Mein Tujhse
Aajad Hai Tu Mujhse
Haan Jo Jee Chahe
Jaise Chahe Karle Raj Yahin
Laj Sharm Ki Choti Moti Jo Thi Dori
Woh Bhi Kat Gai
Chauk Chawbare Gali Molhalle
Khol Ke Main Saare Ghonghat Gai
Tu Na Badli Mein Na Badla
Dilli Sari Dekh Badal Gai
Ek Minute Mein Duniya Dari Ki
Saaari Samaj Nikal Gai
Haan Rang Biranga Pani Pe Ke
Seedhi Saadhi Kudi Begad Gayi
Dekh Ke Mujhko Hasta Gaata
Sadh Gai Yeh Duniya Sadh Gai
Na Re Nanna Re
Na Re Nanna Re
Na Re Nanna Re
Na Re Nanna Re