pehle toh kabhi kabhi gum tha
aab toh har pal hi teri yaad sataati hai
aab toh har pal hi teri yaad rulati hai
magar yeh darde judaai hai har ghaadi aab
magar yeh daage judaai hai har ghaadi aab
mein tujh se kaise kahoo yeh baata
ke teri yaad ke sahare ji raha hoon
ke gum ke aansoou ko qud hi pii raha hoon
na maar dale teri bewaafai mujh ko
na mardaale kahi yeh judaai mujh ko
baatade mujh ko bewafa yeh
mein teri raah mein kab tak khada rahoonga
mein tere dar pe yuh kab tak pada rahoonga
tu mujhko kab talak aise hi rulaayega
tu mujhko kab talak aapna na banayega
aye pagli tu kyun rorahi hai
ke gum toh mujh ko uthaana hai judaai ka
tere liye toh samaa hai yeh shehnayi ka
ke gaaon chod na hai mere muqaddar mein
ke umr guzre gi abb mere yeh safar mein