Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain) - 2
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Jaise nikalta hai teer kamaan se - 2
Dekho ye chala wo nikla wo shaan se
Uske hi kisse sabki jubaan pe wo baat hai usaki baaton mein
Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Aise bahaddur dekhe hain thode - 2
zulmon sitam ki zanjeeren tode
Pichhe pade to pichha na chhode
Bada zor hai usake haathon mein
Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain
Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Shehar ki galiyon mein wo phirta hai - 2
Dosto se dost bankar milta hai
Dushmanon ke sar pe aaise girta hai jaise bijli gire barsaaton mein
Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2
Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain
Andheri raaton mein sunsaan rahon par