Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaan-e-jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhoon main jab tujhko toh
Tab mera din ye dhale
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha (musalsal:continues)
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? [x2]
O...
Ab jaye toh jaaye kahaan?
Dard ka aalam hai hardum
Bin tere o humdum
Aankhon mein dikhti hai maayusiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushqil se guzre din
Chubhti hai dil ko khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein tto jaayein kahaan? [x2]
Dhul gaye dil ke saare gham
Khushi se aankhein hai ye num
Zindagi mein meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh ban ke tu samaa gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
Tujh se hai mera savera o..
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? [x2]