(khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga
teri taqdir mein mujhko, woh ab do likh raha hoga) – 2
(tera hi bas hona chaahoon tere dard mein rona chaahoon
tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon) – 2
(kar le kabool khudaya mere sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
ho kar le kabool khudaya mere sajde ab toh naseeb mein kujh likh de) – 2
tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga – 2
aasu meri palkon pe, yun hi na aaya hoga
dena mujhko aawazein ya sunn meri fariaadein
ghere hain mujhko yaadein, bin tere
tujhe hi bas paana chaahoon khud ko main khona chaahonn
tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon
tera hi bas hona chaahoon tere dard mein rona chaahoon
tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon
(khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga
teri taqdir mein mujhko, woh ab do likh raha hoga) – 2
dil ne ibaadat ki hai, teri bas chahat ki hai – 2
likhaaya arziyon mein, tujh bin jina nahin hai
mujh mein ab main kahan hoon tujh mein rehne laga hoon
main toh bas jee raha hoon, bin mere
tujhe khwaab mein dikhna chaahoon teri saans mein khona chaahoon