Saari raat aahein bharta
Pal pal yaadon me marta
Maane na meri mann mera
Sooni sooni shaam soone savere
Behte hain aansoo mere
Jaane kuch bhi na mann mera
Kabhi tera tha jo begaana hai ab woh
Deewana deewana samjhe na
Kabhi khoya rahe, kabhi roya phir kare
Kabhi toote hue sapne sanjoya phir kare
Koi mann se uljhe naa, koi mann se jeete naa
Din raina aise kar diye bitaaye beete na re
Mann mera maane naa mann mera
Rug rug woh samaaya mere
Mujhko khudaya mere
Uss se mila yaa de mita
Karoon fariyaad pukaaru tujhko
Yaa to de dilbar mujhko Dil
Yaa seene se de hataa
Mujhe saari umar ab sataana hai woh
Deewana deewana samjhe naa ho ho...
Kabhi khoya rahe, kabhi roya phir kare
Kabhi toote huey sapne sanjoya phir kare
Koi mann se uljhe na, koi mann se jeete naa
Dil raina aise kar diye bitaaye beete naa re
Mann mera... maane naa mann mera
Aisa bhi kya re dil ka lagaana
Aisi bhi kya re mohabbat
Aankhein milake ye maine jaana
Rone se milti nahi fursat
Kabhi chup chup rahe kabhi zidd pe aa jaaye
Bas ek tariqa dhoonde
Jis se tujhko paa jaaye
Kabhi tujh bin jee lunga
Kabhi marr jaaunga main
Khud se sau baatein karta haaye
Khud ko bharmaaye re
Mann mera... maane na mann mera