Babul ke ghar se chali
Piya ji ke dware
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Babul ke ghar se chali
Piya ji ke dware
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Babul ke ghar se chali
Maat peeta ka pyaar dulhar
Maat peeta ka pyaar dulhar
Mamta senh sab chhut raha hain
Kaleje pe patthar rakhein hain sabhi
Ab to neeh naata tut raha hain
Ab to neeh naata tut raha hain
Aisi ghadi mein ik to dekhe hain saare
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Babul ke ghar se chali
Piya ji ke dware
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Kuch bhi na sujhe kyaa soche vichare
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa re
Babul ke ghar se chali
Piya ji ke dware
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Babul ke ghar se chali
Jap tap se hi parvati tujhe
Pati roop mein shiv bhole mile hain
Jap tap se hi parvati tujhe
Pati roop mein shiv bhole mile hain
Iss anmol rishtey ko has ke nibhana
Iss anmol rishtey ko has ke nibhana
Tere jeevan ki bagiyan mein phool khile hain
Tere jeevan ki bagiyan mein phool khile hain
Dete hain aashish mile sukh saare
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa re
Babul ke ghar se chali
Piya ji ke dware
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Babul ke ghar se chali
Babul ke ghar se chali
Piya ji ke dware
Ankhiyan ro roke kahein
Has haske jaa rey
Babul ke ghar se chali.