Na main janoo, na tu jaane
Kaisa hai yeh alam, koi na jaane
Phir kyun hai yeh tanhai
Kaisi hai yeh ruswai
Ghum ho gaye tum, kho gaye hum ooohoo..
Lamhe
Andhi ho ya tufaan ho, mere mann mein rahe tu sadaa
Koi aapna ho ya paraya ho, usse dhoondo main kahaan
Toh kyun hai yeh tanhai, kaisi hai yeh ruswai
Ghum ho gaye tum, kho gaye hum ooohoo..
lamhe, raatein koi na jaane
Thi kaisi baatein, barsaatein
(Woh bheegi bheegi yaadein) - 2
Sagar ki in lehron se gehra hai mera pyaar
Zehraon ki haawaon mein kaise aayegi bahaar
Toh kyun hai yeh tanhai, kaisi hai yeh ruswai
Ghum ho gaaye tum, kho gaaye hum oohoo..
Lamhe, woh raatein koi na jaane
Thi kaisi baatein woh barsaatein
(Woh bheegi bheegi yaadein) - 2
(Woh lamhe woh raatein koi na jaane
Bheegi yaadein...) - 4
Woh lamhe