pyar naymat hai jo har koi pa nahi sakta
pyar nagma hai jo har koi ga nahi sakta
pyar dhokha hai ye pyar dhokha hai ye
aji kamjaraf kaha karte hai
ye hasi dhokha bhi har koi kha nahi sakta
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko
is khazane ko is khazane ko is khazane ko
jamane se bachaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko
pyar mushkil se mile yar mushkil se mile
dilo ko jod de jo taar mushkil se mile
pyar mushkil se mile yar mushkil se mile
dilo ko jod de jo taar mushkil se mile
yu to dil fek jawa lakho mil jaye yaha
sarfire aashik ye ban gaye dushman ja
har hasina pe mare raat din aahe bhare
pyar jhutha hai inka inse kya pyar kare
ye to harjai hai bhole hai inse bachke sada rehna
raze ulfat jo samjhana hai to pahlu me aa
milke bhawre se kyu nikhar jati hai kali
ye milan ho na agar bikhar jati hai kali
mai nikharunga tujhe pyar de de tu mujhe
ho raaz ulfat ka raaz ulfat ka
raaz ulfat ka tu sine me dabaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko
pyar se dekh idhar dekh tarsa na mujhe
berukhi chhod de tu or tadpa na mujhe
jitna tadpega sanam pyar utna hi badhe
jitni pisegi heena rang utna hi chade
chhod takrar na kar ab tu inkar na kar
ye sitam thik nahi meri sarkar na kar
soch diwane jara kya kahega ye jaha
bhari mahfil me bhala kaise kahdu tujhe ha
koi jalta hai jale aake lag ja tu gale
are dunia se to dar aise ruswa to na kar
hum to diwane hai mastane hai
dunia se bhala darke rahe kyu
fir to mahfil se kah deti hu mai to teri hu
meri takdir hai tu meri jagir hai tu
khwab dekhe jo sanam unki tabir hai tu
jindgani tu meri shadmani tu meri
yuhi baho me yuhi baho me
yuhi baho me sada mujhko jhulaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna
pyar ke rang se tu dil ko