Suno na kahe kya suno na
Dil mera suno na suno zara
Teri baahon me mujhe
Rehna hai raat bhar
Teri baahon me hogi subah
Be inteha be inteha
Yun pyaar kar, be inteha
Dekha karun sari umar
Tere nishan, be inteha
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar, be inteha
Jab saanson me teri
Saansen ghuli toh phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Aa baahon me teri aake
Jahaan do yun simatne lage
Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hun main aagosh me
Tu bhi kahaan ab hosh me
Makhmali raat ki ho na subah
Be inteha, be inteha
Yun pyar kar be inteha
Gustakhiyan kuch tum karo
Kuch hum karen is tarah
Sharma ke do saayen hai jo
Muh ferle hum se yahaan
Haan choo toh liya hai ye jism tune
Rooh bhi chum le
Alfaaz bhige bhige kyyun hai mere
Haan yun choor hoke majboor hoke
Katra katra kahen
Ehsaas bhige bhige kyun hain mere
Do bekhabar bhige badan
Ho besabar bhige badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan
Be inteha, be inteha
Yun pyar kar, be inteha
Dekha karun saari umar
Tere nishan, be inteha
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar be inteha