• А
  • Б
  • В
  • Г
  • Д
  • Е
  • Ж
  • З
  • И
  • К
  • Л
  • М
  • Н
  • О
  • П
  • Р
  • С
  • Т
  • У
  • Ф
  • Х
  • Ц
  • Ч
  • Ш
  • Э
  • Ю
  • Я
  • A
  • B
  • C
  • D
  • E
  • F
  • G
  • H
  • I
  • J
  • K
  • L
  • M
  • N
  • O
  • P
  • Q
  • R
  • S
  • T
  • U
  • V
  • W
  • X
  • Y
  • Z
  • #
  • Текст песни Anas Younus - Aap Ki Naatein Main Likh Likh Kar Sunaon Aap Ko

    Исполнитель: Anas Younus
    Название песни: Aap Ki Naatein Main Likh Likh Kar Sunaon Aap Ko
    Дата добавления: 07.01.2022 | 03:32:23
    Просмотров: 1
    0 чел. считают текст песни верным
    0 чел. считают текст песни неверным
    На этой странице находится текст песни Anas Younus - Aap Ki Naatein Main Likh Likh Kar Sunaon Aap Ko, а также перевод песни и видео или клип.
    Aap ki naatein mein likh likh ker sunaon aapko
    kis tarha raazi karun kaisey manaon apko

    Aapko raazi na ker paya to mar jaon ga mein
    choti choti kirchiyan ban ker bhiker jaon ga mein

    zindagi ka is tarah mujhko maza kya aye ga
    dil siyahi ke bhawar mai doobta reh jaye ga

    wasta dun aapko mein aap ke Hasnain ka
    yaar ghaar-e-sor ka siddiqah-e-konain ka

    Aap to dushman ke haqq mein bhi dua kartey rahey
    bewafa loghon se bhi har dam wafa kartey rahey

    Aap to rehmat hi rehmat hain jahanon ke liye
    merey jaise be-amal aur be-thikano ke liye

    Aapka hai roothna arz-o-samah ka roothna
    arsh ka sarey jahano ke Khuda ka roothna

    Aapki nazron sey jo girta hai mar jata hai woh
    raakh ban ker apney qadmon mein bhiker jata hai woh

    Is tarha to aadmi khud aadmi rehta nahi
    saheb-e-imaan kya insaan bhi rehta nahi

    Kaisey kaisey dushmanon per reham khaya aap ney
    aag sey kitney hi loghon ko bachaya aap ney

    Apney jooton apne saaye mein bhita dijiye mujhey
    aapka nacheez khadim hu dua dijiye mujhey

    Zindagi ki taiz lehron mein na beh jaon kahin
    gird ban ker rastey hi mein na reh jaon kahin

    Aapko khatoon-e-jannat aur Ali ka wasta
    aapko Farooq-o-Usman-e-Ghani ka wasta

    Zindagi ko ik bohat mushkil safr darpaish hai
    aik mushkil imtehaan baar-e-digar darpaish hai

    Soch mein dooba hua hu soch hi mein qaid hu
    bebasi ghairey huey hai bebasi mein qaid hu

    Toot tey jatey hain sarey aasrey jitney bhi hain
    be-asar hai logh sab chotey bharey jitney bhi hain

    Kis qadar kitna zaruri hai sahara aapka
    meri qismat hi badal dey ga ishara aapka

    Logh akser shahir-e-ashaab kehtein hain mujhey
    unki khatir roz-o-shab beytaab kehtein hain mujhey

    Be-amal hu maghfirat ka ik sahara hai zarur
    aapka her ik sahabi jaan sey pyaara hai zarur

    Meiney mukhtas kar li apni chasm-e-tar unke liye
    muztarib rehta hu mein shaam-o-sehr unke liye

    Mein na sarmud hu na majnun hu na mein mansoor hu
    unka shahir aur unka banda-e-mazdoor hu

    Meri khuwahish hai ke unki khoobian likhta rahun
    shoq sey mein aasman ko aasman likhta rahun

    Un ke sadqay aap mujh per meharbani kijiye
    merey haal-e-zaar per Aaqa tawajja dijiye

    Aapse rishta ghulami ka sada qaim rahey
    khwajgi aur bandagi ki yeh fiza qaim rahey

    Merey sar per mushkilon ka aasman girney ko hai
    zarra-e-nacheez per koh-e-girah girney ko hai

    Ghup andhairey mein khara hu ae hira ke aaftab
    purza purza ho rahi hai meri khushiyun ki kitaab

    Merey haqq mein apney Khaliq sey dua farmaiye
    ae mere Aaqa karam ki inteha farmaiye

    Dekhte hain to mujhey be-aasra kehtey hain logh
    ehd-e-mazi ki koi bhooli sada kehtey hain logh

    Kis tarha rokun mein is toofan aur sailaab ko
    zehn sey kaise nikalun khofnak is khuwaab ko

    Meri apni saans bhi ab to merey bus mein nahi
    thak gaee hai chalte chalte ab meri loh-e-jabeen

    Dekh ker dushwaar rahein zindagi ghabra gaee
    merey ghar tak aatey aatey roshni ghabra gaee

    Sabz gumbad ki taraf uthti hain nazrain baar baar
    aapki rehmat ko daita hai sada yeh khaaksaar

    Khaliq-e-arzo samah sey ab dua kijiye huzoor
    meharban ho jaye mujh aasi pe ab Rabb-e-Ghafoor

    Meri himmat sey ziada hai pareshani ka bhoj
    mein utha sakta nahi apne tan-e-fani ka bhoj

    rah pe chaltey huey ab dagmaga jata hu mein
    saans leney per bhi ab to lerkhara jata hu mein

    lab hila dijiye meri khatir dua ke wastey
    reham fermadijiye mujh per khuda ke wastey

    Aap ki naatein mein likh likh ker sunaon aapko
    kis tarha raazi karun kaisey manaon apko
    AAP KI Наатеин Мейин Льм Хер Сунаон Аапко
    Kis Tarha Raazi Karun Kaisey Manaon APKO

    AAPKO RAAZI NA KER PAYA TO MAR JAON GA MEIN
    Choti Choti Kirchiyan Ban Ker Bhiker Jaon Ga Mein

    Zindagi Ka - Тара Муххо Маза Кя Ай ГА
    DIL Siyahi Ke Bhawar Mai Doobta Reh Jaye GA

    WASTA DUN AAPKO MEIN AAP KE HASNAIN KA
    YAAR GHAAR-E-SOR KA SIDDIQAH-E-KONAIN KA

    AAP до DUSHMAN KE HAQQ MEIN BHHI DUA KARTEY RAHEY
    Bewafa Loghon SE BHI Har Dam Wafa Kartey Rahey

    AAP, чтобы Рехнуть Привет, Rehmat Hain Jahanon Ke Liye
    МЕРЕЙ ДЖЕЙСА БЫЛ-АМАЛЬ AUR BE-THIKANO KE LIYE

    AAPKA HAI ROOTHNA ARZ-O-O-SAMAH KA ROOTHNA
    Arsh Ka Saarey Jahano Ke Khuda Ka Roothna

    AAPKI NAZRON SEY JO JIRTA HAI MAR JATA HAI WOH
    Рах Бан Кер Апни Кадян Мейин Бхикер Джата Хай Уо

    Тарга в Адми Худ Аадми Рехта Нахи
    Saheb-E-Imaan Kya Insaan Bhhi Rehta Nahi

    Kaisey Kaisey DushManon на Реам Хая Аап Ней
    AAG SEY KITNEY HI LOGHON KO BACHAY AAP NEY

    APNY JOOTON APNE SAAYE MEIN BHITA DIJIYE MUJHEY
    AAPKA NACHEEZ KHADIM HU DUA DIJIYE MUJHEY

    Zindagi Ki Taiz Lehron Mein Na Bah Jaon Kahin
    Gird Ban Ker Rastey Hi Mein Na Reh Jaon Kahin

    AAPKO KHATOON-E-JANNAT AUR ALI KA WASTA
    AAPKO FUROOQ-O-USMAN-E-GHANI KA WASTA

    Zindagi ko ik bohat mushil safr darpaish hai
    Aik Mushil Imtehaan Baar-E-Digar Darpaish Hai

    SUCH MEIN DOOBA HUA HU SUCH HIE MEIN QAID HU
    Bebasi Haiireie Huey Hai Bebasi Mein kaid Hu

    Toot Tey Jatey Hain Saly Aasrey Jitney Bhi Hain
    Be-Asar Hai Logh SAB Chotey Bharey Jitney Bhi Hain

    KIS QADAR KITNA ZARURI HAI SAHARA AAPKA
    Мери Qismat Hi Badal Dey Ga Ishara Aapka

    Logh Akser Shahir-E-Ashaab Kehtein Hain Mujhey
    Unki Khatir Roz-O-Shab Beytaab Kehtein Hain Mujhey

    BE-AMAL HU MAGHFIRAT KA IK SAHARA HAI ZARUR
    Апка ее ИК Сахаби Джан Сэй Пяара Хай Зарур

    Meiney Mukhtas Kar Li APNI Chasm-E-Tar Unke Liye
    Музтариб Рехта Ху Мейн Шаам-О-Сел УНИ ЛИЙ

    Mein Na Sarmud Hu Na Majnun Hu Na Mein Mansoor Hu
    Unka Shahir Aur Unka Banda-E-Mazdoor Hu

    Meri Khuwahish Hai Ke ke unki Khoobian Likhta Rahun
    Shoq Sey Mein Aasman Ko Aasman Likhta Rahun

    ООН К.Е. Садай Аап Мудж на Мехарбани kijiye
    МЕРЕЙ HAAL-E-ZAAR за AAQA Tawajja dijiye

    AAPSE RISHTA GULAMI KA SADA QAIM RAHEY
    Khwajgi Aur Bandagi Ki Yeh Fiza Qaim Rahey

    Merey SAR на Mushicilon Ka Aasman Girney Ko Hai
    Zarra-E-Nacheez на KOH-E-Girah Girney Ko Hai

    Гап Андхайр Мейн Хара Ху А.Е. Хира Кэ Афтаб
    PURZA PURZA HO RAHI HAI MERI HUSHIYUN KI KITAAB

    Merey Haqq Mein Apney Khaliq Sey Dua Farmaiye
    AE просто Aaqa Karam Ki Inteha Farmaiye

    Дехет Хэйн в Муджю Бу-Аасра Кехтя Хейн Лога
    EHD-E-Mazi Ki Koi Bhooli Sada Kehtey Hain Logh

    Kis Tarha Rokun Mein - Тофан Аур Парус Ко
    Zehn Sey Kaise Nikalun Khofnak - Хуваб Ко

    Мери APNI SAANS BHI AB TO MEREY BUS MEIN NAHI
    Thak Gaee Hai Hai Chalte Chalte AB Meri Loh-E-Jabeen

    Дех Ker Dushwaar Rahein Zindagi Ghabra Gaee
    МЕРЕЙ ГАР TAK AATEY AATEY ROSHNI GHABRA GAEE

    Sabz Gumbad Ki Taraf Uthti Hain Nazrain Baar Baar
    АПКИ ​​РЕГМАТ КО ДАИТА ХАЙА САДА YEH KHAAKSAAR

    Халик-Э-Арзо Сама Сей-ab dua Kijiye Huzoor
    Meharban Ho Jeye Mujh Aasi Pe Ab Bubber-E-Ghafoor

    Meri Himmat Sey Ziada Hai Pareshani Ka Bhoj
    Mein Uda Sakta Nahi Appne Tan-E-Fani Ka Bhoj

    Rah Pe Chaltey Huey ab Дагмага Джата Ху Мейн
    Saans Leney на BHI AB в Лерхару Ята Ху Мейн

    Лаборатория Hila Dijiye Meri Khatir Dua Ke Choundsic
    Реамные Фермадиее Мудж на Худу Кэно

    AAP KI Наатеин Мейин Льм Хер Сунаон Аапко
    Kis Tarha Raazi Karun Kaisey Manaon APKO
    Опрос: Верный ли текст песни?
    ДаНет